Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)

Dare Khwaja pe sawali ko khada Rehne do
Sar Nadamat se Jhuka Hai to Jhuka Rehne Do

Mujhko Mil Jayenga Sadka Main Chala Jaonga
Kasaay Dil Mera Kadmo Mein Pada Renha Do

Khudhi Farmangey Mujrim pe Who Rehmat Ki Nazar
Mujhko Khawaja ki Adalat Mein Khada Rehne Do

Chorkar Aapka Dar Ab Mein Kaha Jaonga
Iss Gadha Ko Isi Saye mein Pada Rehne Do

Roz-e-Mehshar Yeh Gunahgaar Ke Kaam Aayenga
Warsi Rang Chada Hain to Chada Rehne Do

Roz Karta Hoon Apne Khawaja se Khalil
Apni Rehmat Se Jahaan Mera Saja Rehne Do


Related Content

  1. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  2. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  3. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  4. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  5. Mujdawa Hai Asiyo Shaf-e-Shah-e-Abrar Hai (Naat Lyrics)
  6. Aaqa Ka Milad Aaya
  7. Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka  Naat Lyrics
  8. Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda  Naat Lyrics
  9. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  10. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  11. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  12. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  13. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  14. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  15. Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
  16. Sarkaare Ghaus E Azam, Nazre Karam Khudaara  Naat Lyrics
  17. Aey Mere Mola Mola Mola
  18. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  19. Sarkar Bulae Kadmo Mai  Naat Lyrics
  20. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics

Leave a comment