Faraz -E- Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda
Bana He Kaabe Ka Tugra Hussain Ka SajdaHar Ek Sajda Baraati Lage Hai Mehshar Main
Bana Hai Hashr Main Dulhaa “Hussain” Ka Sajdah
Janaab-E-Fatma Zahraa Ne Apni Aanchal Main
Bahut Sambhaal Ke Rakhkha Hussain Ka Sajdah
Bashar Bashar Hai Malaaik Bhi Jispe Nazaa Hain
Ada Huwa Hai Kuch Aisa Hussain Ka Sajdah
Namaz-E-Arsh Ka Tohfa Baraa-E-Ummat Hain
Aur Baraa-E-Arsh Hai Tohfa Hussain” Ka Sajdah