Sunni Musalman Mai Sunni Musalman  Naat Lyrics

Sunni Musalman Mai Sunni Musalman
Har Sarwar- E-Konain Pe Kurban Meri Jan
Sunni Musalman Mai Sunni Musalman

Sarkar E Madina Mere Har Gam Ka Sahara
Mai Ghous Ke Tukdo Hi Pe Karta Hun Guzara
Jau Kabhi Baghdad Madina Yahi Arman
Sunni Musalman Mai Sunni Musalman

Ye Shan Meri He Ki Gulam-E-Rasool Hun
Allah Ke Rasool Pe Padta Durood Hun
Padta Hun Mai Salam Yahi He Meri Pehchan
Sunni Musalman Mai Sunni Musalman

Ha Chumta Hun Name Mohammud Pe Angutha
Aur Manta Hun Taiba Ko Mai Arsh Ka Jina
He Ishqe Muhammad Me Salamat Mera Iman
Sunni Musalman Mai Sunni Musalman

Waliyon Ke Nam Se Main Dilata Hu Fateha
Bachchon Ko Sunata Hu Main Karbal Ka Wakya
Ai Najdi Mujhe Dekhkar Kyun Hota He Heran
Sunni Musalman Main Sunni Musalman 


Related Content

  1. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  2. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  3. Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)
  4. Ae Shaaf’e Umam Sha’e Zee Jaah Le Khabar
  5. Aaj Milad e Nabi Hai
  6. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  7. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  8. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  9. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  10. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  11. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  12. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  13. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  14. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  15. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  16. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  17. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  18. Aankhon ka taara naame Muhammed
  19. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
  20. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics

Leave a comment