Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye

BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE

Marhaba Marhaba Mustafa agayeUjri dunya thi Aaqa ne aabaad ki
Har taraf dhuum Unke he Milaad ki
Sab ke Mushkil kusha, Mustafa agaye
Marhaba Marhaba Mustafa agaye

Ho gaye Noor dunya ke zulmat talle
Jin ke aane se Mao ko bete mille
Sarwar-e-Ambiyaa, Mustafa agaye
Marhaba Marhaba Mustafa agaye

Arsh par jashan Jinn ka manaya gaya
Sab Rasulon ko jiss me bulaaya gaya
Haa wohi Dil Ruba Mustafa agaye
Marhaba Marhaba Mustafa agaye

Ab na maa’yuus hoga sawaali koi
Aaj Naasir na lote ga khaali koi
Muskura e gada , Mustafa agaye
Marhaba Marhaba Mustafa agaye


Related Content

  1. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  2. Dardo Aalam Ke Mare
  3. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  4. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  5. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  6. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  7. Muhammad Ke Ghulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota Lyrics
  8. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  9. Un Ki Nazar Mein
  10. Hamne Quraan Mai Parha Hai  Naat Lyrics
  11. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  12. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  13. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  14. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  15. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  16. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  17. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  18. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  19. Khairul Bashar Par Lakho Salam  Naat Lyrics
  20. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

Leave a comment