Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics

Rab Ne Diya Hai Unko Naat Lyrics

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun

Yih Khawab Main Nay Deka, Taiba Ka Kafila Hai

Aur Nat Parte Parte Main Uss Main Ja Raha Hun

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun

Farzangi Ki Hadd Tak, Diwana Ho Gaya Hun

Main Unki Nat Keh Kar, Masti Main Jhoomta Hun

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun

Deykho Mera Tassw’wur, Rouzey Key Samney Hun

Dil Nat Par Raha Hai, Main Chup Khara Hua Hun

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun

Nazr-E-Karam Huee Jab, Aqa Ney Jub Bulaya

Uss Dam Yehi KaHun Ga, Aqa Main Araha Hun

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun

Apney Ghulam Ka Wo, Mujh Ko Ghulam Rakh Ley

Main Chup Khara Hua Hun, Aur Mahv-E Iltija Hun

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun

Jannat Khuda Na Deyga, Jab Tak Na Wo Kahey Gey

Rub Kee Raza Hain Aqa, Main Itna Janta Hun

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun

Un Se Hai Meri Nisbat, Ab Aur Chahiyeh Kiya

Merey Wuhi Hain Sub Kuch, Main Un Ka Ho Chukka Hun

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun

Un Se Miley Hain Sarey, Alfaz Merey Kab Hain

Main Un Se Nat Leykar, Duniya Mey Bant’ta Hun

Mar Jaon Abidi Jub Main Nat Parte Parte

Tum Sab Yakin Karna Iman Par Mara Hun

Rab Nain Diya Hai Unko, Main Un Se Mangta Hun

Aqa Key Dar Ka Main Bhi, Adna Sa Ik Gada Hun


Related Content

  1. Aey Mere Mola Mola Mola
  2. Mujh Pe Maula Ka Karam Hai  Naat Lyrics
  3. Aaj Milad e Nabi Hai
  4. Ni Mitiyye Madeene Diye
  5. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  6. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  7. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  8. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  9. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  10. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  11. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  12. Dare Khwaja Pe Sawali Ko Khada Rehne Do (Naat Lyrics)
  13. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  14. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  15. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  16. MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS
  17. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  18. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  19. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  20. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda

Leave a comment