Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi

Ab Mere Nigahoon Mein Jachta Nahi Koi
Jaisay Meray Sarkar Hein, Aisa Nahin Koi.

Tumsa To Haseen Ankh Nay, Dekha Nahi Koi
Yeh Shan E Latafat Hai, Kay Saya Nahi Koi.
Jesy Mery Sarkar Hein Esa Nahi Koi.

Aey Zarfenazar Deikh, Magar Deikh Adab Say
Sarkar Ka Jalwa Hai, Tamasha Nahi Koi.
Ab Meri Nigahoon Mey Jachta Nahi Koi….

Eizaz Yeh Hasil Hai, To Hasil Hey Zameen Ko
Aflaq Pay To Gumbad E Khazra Nahin Koyee.
Jesay Meray Sarkar Hain Eisa Nahi Koi…

Sarkar Ki Rehmat Ney, Magar Khoob Nawaza
Yeh Sach Hey Key Khalid Sa Nikama Nahi Koi.
Ab Meri Nigahoon Mey Jachta Nahi Koi
Jesy Mery Sarkar Hein Esa Nahi Koi


Related Content

  1. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  2. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  3. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  4. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  5. Meray Kamli Walay Ki Shaan Hi Nirali Hai Naat Lyrics
  6. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  7. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  8. Ali Haidar ka gharana
  9. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  10. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  11. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  12. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  13. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  14. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  15. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  16. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  17. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  18. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  19. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  20. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)

Leave a comment