Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha

Tere Qadmo me aana, mera kaam tha
Meri Kismat jagaana, Tera kaam he

Meri aankho ko he, deed ki arazoo
Rukh se Parda uthaana, Tera kaam he

Teri choukat kahan aur kaha ye jabeen
Tere faiz-e karam ki to hud hi nahi

Jin ko duniya me koyi na apna kahe
unko apna banana Tera kaam he

Baaraa bat?ta he Sultaane Kaunain ka
Sadqa Moula Ali Sadqa Hasnain ka
Sadqa Khwaja Piya Ghous Saqalain ka
Sadqa Sultan Bahu Peer Kaamil ka
Haaziri hogayi ye bhi in?aam he

Mere dil me teri yaad ka raaj he
Zahne Tere Tassawur ka muhtaaj he
Har ek nigahe karam me meri laaj he
Laaj meri nibhaana Tera kaam he

Pesh har aarazoo har tamana karoo
Thaam loo Jaaliya iltija ye karo
Mangne waalo daaman kushaada karo
Noor waale ka Faiz-e-karam aam he


Related Content

  1. Un Ki Nazar Mein
  2. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  3. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  4. Kya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti  Naat Lyrics
  5. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  6. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  7. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  8. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  9. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  10. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  11. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  12. Abhi jibril utre
  13. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  14. Patta Patta Boota Boota Zikr E Khuda Mein Khoya  Naat Lyrics
  15. Mujhe Rang De Maula
  16. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  17. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  18. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  19. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  20. Ali Haidar ka gharana

Leave a comment