Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Jab Talak Yah Chand Tara Jheel Meelata Jaayanga

Tab Talak Jasna Wiladat Hum Manata Jaayanga

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yah Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Naate Mahbooba Khuda Sunta Sunata Jaayanga

Ya Rasula Llah Ka Nara Lagata Jeeinga

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Char Janib Hum Diya Ghee Ke Jalata Jaayanga

Ghar Toh Ghar Sara Mohalla Ko Sajata Jaayanga

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Eid E Milad-Un-Nabi (Salla Llahu ‘Alehi Wa Sallam) Ki Shab Charaga Kar Ke Hum

Kabr E Noor-E-Mustafa Se Jagmagate Jaeinge

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Tum Karo Jashne Wiladat Ki Kushi Me Roshni

Woh Tumhari Gor-E-Teera Jagmagate Jaeinge

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah

Hashr Me Zera Liwa Hamd-E-Attar Hum

Naat-E-Sultan E Madina Gungunate  Jaeinge

Noor Wala Aaya He

Noor Le Kar Aaya He

Sara Alam Me Yeh Dekho Kaisa Noor Chaaya He

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Rasoolallah

Assalatu Wssalamu ‘Alaika Ya Habiballah


Related Content

  1. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  2. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  3. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  4. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  5. Ae Shahenshah e Madina Assalat o Wassalam
  6. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  7. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  8. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  9. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  10. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  11. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics
  12. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  13. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  14. Banke Sail Madine Noo Lyrics
  15. Rab Mehfilan Sajayan
  16. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  17. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  18. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  19. Qurban Tumpe Meri Jaan
  20. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye

Leave a comment