Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics

Aalam Mein Baraat Rachi Hai

Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Jugmug Jugmug Duniya Saji Hai

Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Arsh Se Utra Noor, Khuda Ka

Noor Badaman Saari Duniya

Inki Ziaa Se Ye Chamkee He

Arsh Ka Dulha Aaya He

Kufur Ki Boo Kafoor Hui He

Shah-e-Dinaa Ki Aamad Se

Khushboo-e-Iman Pehli He

Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Khushiyon Ke Fuwaaray Uble

Kaysi Masti Chayi Hai

Ghar Ghar Mein Shaadi Utri He

Arsh Ka Dulha Aaya He

Nikhre Nikhre Gulshan Saaray

Rung Ajab Hen Phoolon Ke

Dali Dali Youn Mahki He

Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Hoor-O-Ghilmaan Sarae Maalaik

Jinn-O-Insaan Taab’ay Hen

Donoo A’alam Par Shahi He

Arsh Ka Dulha Aaya He

Farsh Pe Chamka Arsh Ka Tara

Amina Bi Ke Ghar Utraa

Do A’alam Mein Dhoom Machi He

Arsh Ka Dulha Aaya He

Ma’iraj Ki Manzil Pe Ujagar

Tanha Fayiz Sarwar Hen

Baraati Har Aik Nabi He

Arsh Ka Dulha Aaya He


Related Content

  1. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  2. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  3. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  4. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  5. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  6. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  7. Aap aye duniya vich door hoye gham
  8. Hum Apni Hasrat E Dil Ko Mitane Aaye Hai  Naat Lyrics
  9. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  10. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  11. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  12. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  13. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  14. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  15. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  16. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  17. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  18. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  19. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  20. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,

Leave a comment