Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics

Rooh tarapti rahe dil machalta rahe

Zindagi ka maza he ke har sans se

Yaa Mohammad Mohammad nikalta rahe

Yaa Mohammad Mohammad mein kahta raha

Noor ke motiyon ki larri ban gai

Aeaton se milaata raha eatain

Pir jo deka to naate nabi ban gai

Jo bi ansoo bahee mere mehboob ke

Sab ke sab abr rahmat ke chhinte banain

Chah gai rat jab zulf lehra gai

Jab tabassum kiya chandni ban gai

Yeh to mana ke jannat he baaghe hasin

Khubsurat he sab khuld ki sar zamin

Husn e jannat ko pir jab sameta gaya

Sarwar eambiya ki gali ban gai

Jab chira tazkira un ke rukhsaar ka

Waduha par lia walqamar keh diya

Dil Madina mera bana Aaqa

Ho mujhe chashme namm ataa Aaqa

Ab huzoori ho door doori ho

Phir Madine mujhe bula Aaqa

Maut ke bad bhi surur aee

Aisi ulfat ki mai pila Aaqa

Mujh ko Siddik ki sadaaqat ka

Koi zarra tu kar ataa Aaqa

Kash roye Khashiyat e Rab se

Bahre Farooq dil mera Aaqa

Bahre Usman ba hea mujh ko

Dijie Daulate Hea Aaqa

Bahr e Maula Ali mujhe ghalaba

Dushmano per tu kar ataa Aaqa

Az pee Fatima mujhe apne

Ishq me har ghari rula Aaka

Behr e Hasnain de panah mujh ko

Paikar e Sabr aur Riza Aaqa

Mujh ko sadqe me Bu Hanifa ke

Aalim e Ba’amal bana Aaqa

Vasta tujh ko Gaus e Azam ka

Nek sirat mujhe bana Aaqa

Vasta tujh ko Ala Hazrat ka

Tu mujhe muttaqi bana Aaqa

Mere Ehlo Eaal aur mujh se

Door ho jee har bala Aaqa

Muskura kar Ubaid se keh do

Tu mera banda mai tera Aaqa


Related Content

  1. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  2. Karam Karam Mola
  3. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  4. Hai Kalaam-E-Ilahi Me Shams-O-Duha   Naat Lyrics
  5. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  6. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  7. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  8. Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics
  9. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  10. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  11. Aadha Idhar Aadha Udhar
  12. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  13. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  14. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  15. Tala Al Badru Alyna
  16. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  17. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  18. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  19. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  20. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen

Leave a comment