Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics

Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabana
Aa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana Kyu aankh milayi thi, kyoon aag lagayi thee
Aab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewana. Zahid meri kismat mein sajday hain usi dar kay
Chuta hai na chuthay ga sange dar e janana.

Kiya lutf ho mehshar mein main shikway kiye jaoon
Woh haskay kahay jayein deewana hai dewana. Saaki teray aatay hee yeh josh hai masti ka
Sheshay pay gira sheesha pemanay paymana. Maloom nahin baydam mein kon houn aur kiya hoon
Youn apnoon main apna houn baiganoon mein baygana. AA DIL ME TUJHE RAKH LOON


Related Content

  1. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  2. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  3. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  4. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  5. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  6. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  7. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  8. AAJ MUSLIM TERA MEHMAAN CHAL DIYA –
  9. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  10. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  11. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  12. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  13. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  14. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  15. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  16. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  17. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  18. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  19. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  20. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye

Leave a comment