Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)

Jo Gale Lagaaey, Adu Ko Bhi, Woh Rasool Mera Rasool Hai
Koi Khaali Haath Gaya Nahi(N), Yeh Mere Saaqi Ka Asool Hai

Tu Jo Chaahe Raazi Ho Mustafa, Tu Jo Chaahe Tujh Ko Mile Khuda
Kisi Tute Dil Ko Talaash Kar, Ke Woh Dil Khuda Ko Qabool Hai

Isey Jhuk Ke Chooma Hai Arsh Ne, Hai Lagi Nabi Ke Yeh Paao(N) Se
Isey Daal Aankho(N) Mei(N) Shauq Se, Yeh Dare Rasool Ki Dhool Hai

Woh Nabi Jo Mera Bhala Kare, Meri Bakhshiso(N) Ki Dua Kare
Mujhe Bhool Jaaey Woh Hashr Mei(N), Mere Dushmano(N) Ki Yeh Bhool Hai

Yeh Niyazi Jaaei(N) Kahaa(N), Shaha Ke Naam Leva Yeh Aap Ka
Yehi Kehna Jaake, Tu Aey Saba, Ke Woh Ghamzadaah Hai, Malool Ha


Related Content

  1. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  2. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  3. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  4. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  5. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  6. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  7. YA TAIBA YA TAIBA
  8. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  9. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  10. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  11. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  12. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  13. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  14. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  15. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  16. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  17. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  18. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  19. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  20. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics

Leave a comment