Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics

Dil e dard mand ki dastan na kahun ju tum se, to kiya karun

Tum hi ghamzadon ke ho qadr dan na kahun ju tum se to kiya karun

Mere haal par bhi raham karo main kahon ju arz wo sun tu lo

Mere baap maa se ho mehrban na kahun jo tum se to kiya karun

Dame naza aesi hey bebasi nahi sath dete hawas bhi

Mujeh chood jata he karwan na kahun ju tum se to kiya karun

Jo lahad me mujh se suwal ho tum hi aake us ka jawab do

Ye bahut hi saqt he imtehan na kahun ju tum se to kiya karun

Jo amir dekhe nabi idhar to kahun ye haton ko jod kar ke

Tadapte dil ko main neem jaan na kahun ju tum se to kiya karun


Related Content

  1. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  2. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  3. Mujhe Rang De Maula
  4. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  5. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  6. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  7. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  8. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  9. Meri Baat Ban Gayi Hai Teri Baat Karte Karte  Naat Lyrics
  10. Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein  Naat Lyrics
  11. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  12. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  13. Ni Mitiyye Madeene Diye
  14. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
  15. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  16. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  17. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  18. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
  19. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  20. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics

Leave a comment