Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics

Do jahaan ke Wali ka do jahan pe saya hey Naat Lyrics

Unko to Khuda ne Unki marzi se banayaa hey

Noori noori talwe hey, kaise pyaare jalwe hey

Chand Unke jalwo ki bheek lene aaya hey

Barkato ki raile hey, nooriyo ki mele hey

Halima teri kotya me Kaun muskuraya hey

Toor par kaha Rabb ne, Lan Taraani Musa Lekin

mere Aaqa ko, (Rabb ne) arsh par bulaya hey

Nabiyo ne salami di, waliyo ne ghulami ki Sar pe

Unke Khaaliq ne taaj woh saja hey

Mauj mein jab Aate heyn, Woh taajwar banate hey

Sab pe hey karam Nasir, apna ya paraya hey

Wadduha ka Chehra hey, Taha ka Sehra hey

Unke muskurane se zamana jagmagaya hey

Do jahaan ke Wali ka do jahaan pe saya hey

Unko tho Khuda ne Unki marzi se banaya hey


Related Content

  1. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  2. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  3. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  4. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  5. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  6. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  7. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  8. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  9. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  10. La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah  Naat Lyrics
  11. Chumma Rozy Di Jali Nu   Naat Lyrics
  12. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  13. Mai Toh Miladi Hu  Naat Lyrics
  14. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  15. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  16. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  17. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  18. Noor Wala Aya Hai
  19. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  20. Abr E Karam Gesoo E Muhammad

Leave a comment