An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics

An Nabi Sallu Alaih

An Nabi Sallu Alaih

salawatullah alaih

Wa yanaalul baraka

kullu man salla alaih

Ya Rasulallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Habiballah

An Nabi ya halireen ilmu ilmal yaqeen

Anna Rabbal Alameen wa rala salla alaih

Allah Allah Allah Allah Allah Allah

An Nabi Sallu Alaih salawatullah alaih

Wa yanaalul baraka kullu man salla alaih

Kaabe ke badrud duja tum pey karoron durood

Taiba ke shamsud duha tum pey karoron durood

Shafiye rawze jaza tum pey karoron durood

Dafiye jumla bala tum pey karoron durood

Ya Rasulallah Ya Rasulallah

Ya Habiballah Ya Habiballah

An Nabi ya man halar an Nabi khairul bashar

Man lahu shaqqul qamar wa nazil sallim alaih

Allah Allah Allah Allah Allah Allah

An Nabi Sallu Alaih salawatullah alaih

Wa yanaalul baraka kullu man salla alaih

Dil karo thandha mera wo kafe pa chaand sa

Seene pey rakdo zara tum pey karoron durood

Zaat hui intikhaab wasf huwe la jawab

Naam huwa Mustafa tum pey karoron durood

Ya Rasulallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Habiballah

An Nabi zakal uroos zikruhu yuhyi nufoos

An nasaara wal majoos aslamu ala yadaih

Allah Allah Allah Allah Allah Allah

An Nabi Sallu Alaih salawatullah alaih

Wa yanaalul baraka kullu man salla alaih

Be hunar be tameez kiske huwe hein azeez

Ik tumare siwa tum pey karoron durood

Aas hai koi na paas ik tumaari hai aas

Bas hai yahi aasra tum pey karoron durood

Ya Rasulallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Habiballah

Seena ke hai daag daag kehdo kare baag baag

Taiba se aake saba tum pey karoron durood

Ya Rasulallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Habiballah

An Nabiyyul Mustafa ibne ZamZam wass Safa

Man taa’la sharafa kulluhum salla alaih

Allah Allah Allah Allah Allah Allah

An Nabi Sallu Alaih salawatullah alaih

Wa yanaalul baraka kullu man salla alaih

An Nabiyyul mujtaba an Nabi saakin quba

Hubbuhu li madhaba Rabbana salla alaih

Allah Allah Allah Allah Allah Allah

An Nabi Sallu Alaih salawatullah alaih

Wa yanaalul baraka kullu man salla alaih

Tum se jahan ka nizaam tum pey karoron durood

Tum pey karoron sana tum pey karoron durood

Tum ho jawado kareem tum ho Raufur Raheem

Bheek ho daata ataa tum pey karoron durood

Khalq ke haakim ho tum rizq ke qaasim ho tum

Tum se mila jo mila tum pey karoron durood

Nafii wo dafii ho tum shaafii wo rafii ho tum

Tum se bas afzon khuda tum pey karoron durood

Shaafee wo naafee ho tum kaafee wo daafee ho

tum

Dard ko kardo dawa tum pey karoron durood

Ya Rasulallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Habiballah

Barse karam ki bharan bhoole niam ke chaman

Aysi chala do hawa tum pey karoron durood

Kyun kahoon be kas hun me kyun kahoon be bas

hun me

Tum ho me tum pey fida tum pey karoron durood

Ya Rasulallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Habiballah

An Nabi dhaakal maleeh qawaluhu qawlu saheeh

Wal Qur’an shai’un faseeh Allazee unzil alaih

Karke tumare gunaah manghe tumaari panaa

Tum kaho daaman me aa tum pey karoron durood

Ham ne khata me na ki tum ne ataa me na ki

Koi kamee sarwara tum pey karoron durood

Aankh ata keejiye us me ziya deejiye

Jalwa qareeb aagaya tum pey karoron durood

Kaam woh le leejiye tumko jo raazi kare

Theek ho naame Raza tum pey karoron durood

Ya Rasulallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Habiballah

Wal Hassan tummal Hussain lin Nabi raihaanatain

Fatima qurrathu ayn jadduhum sallu alaih

Allah Allah Allah Allah Allah Allah

An Nabi Sallu Alaih salawatullah alaih

Wa yanaalul baraka kullu man salla alaih

Ye Ubaid adna ghulam tera he khairul anam

Waqt midhat keliye is ki ho umr tamam

An Nabi Sallu Alaih salawatullah alaih

Wa yanaalul baraka kullu man salla alaih

Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Ya Rasulallah Ya Rasulallah Ya Habiballah Ya Habiballah


Related Content

  1. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
  2. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  3. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  4. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  5. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  6. Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar  Naat Lyrics
  7. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  8. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  9. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  10. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  11. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  12. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  13. Tere Qadmo Me Aana Mera Kaam Tha
  14. Aey Saba Mustafa Se Keh Dena
  15. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  16. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  17. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  18. Ae Noor-e-mujjassim
  19. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  20. Rok Leti Hai Aapki Nisbat  Naat Lyrics

Leave a comment