Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)

Ek talab he ekh hi khoo la ilaha illahu
Ab too he aur too hi too, la ilaha illahu

Teri Ibaadat kya kehna, Teri Haqiqat kya kehna
Ho ghahi dunya qibla roo, la ilaha illahu

Ut ghahi ankhon se parde, raaz khule sub Jalwon
Mujh se ab kya door he too, la ilaha illahu

Mujh ko apni pasti ka, chal jaa�e ek roz peta
Saamne jab ho meri too, la ilaha illahu

Tujh ko dekha he aksar, Tuj ko sunaa un ko sun kar
Tujh me woh aur un me too, la ilaha illahu

Salle ala se ghunj ut�ti, Teri Haram ki aaj fizaa
Aa�i Madine ki kushboo, la ilaha illahu

Teri Habeeb ke Sadqe, me Dar tak tere pohoncha rahe
Dil me asar ke Teri khoo, la ilaha illahu


Related Content

  1. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  2. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  3. Sare Jahan Se Achha Hai Sange Dar Tumhara  Naat Lyrics
  4. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  5. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  6. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  7. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  8. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  9. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  10. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  11. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  12. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics
  13. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  14. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  15. Na Ho Aaraam Jis Bimaar Ko Saare Zamaane Se (Naat Lyrics)
  16. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
  17. Aye Hasnain Ke Nana
  18. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  19. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  20. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics

Leave a comment