Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics

Mashgala aisa batao ke zara ji behle

tazkara unka sunao ke zara ji behle

hijr ki raat he gam tut raha he sar par

did khwabo me karao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

Dil pareshan he sanse he ukharane vali

meri aankho me samao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

Rukhe taban ki jalak dekhlu par tab kaha

nakshe-pa hi vo dikhao ke zara ji behle

mashgala aisa batao…….

rukhe taban ki meri zalak dekhalu par tab kahan

nakase-pa hi wo dikhao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

mot hi shart hai didar ki khatir phir to

ruh jaldi se le jao  ke zara ji behle

mashgala aisa batao……………………………..

wasl ki sab hai meri kabr hai tanha main hu

intezar ab na karao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

zulmate kabr lagi kehane ‘rafi’ se ek din

sama ulfat ki jalao ke zara ji bahle

mashgala aisa batao……………………………..

aakhi kuch hai ek or bhi aehsaan karo

meri bali pe tum aao ke zara ji behle

mashgala aisa batao……………………………..


Related Content

  1. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  2. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  3. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  4. TARON MEIN ROSHNI
  5. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  6. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  7. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  8. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  9. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  10. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  11. Apni Lagan Laga De
  12. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  13. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  14. Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
  15. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  16. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  17. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  18. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  19. Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
  20. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI

Leave a comment