Noorani Darbaar Madine Waale Ka

Har soo’e izhaar Madine Waale ka
Noorani darbaar Madine Waale ka

Le ke chalo ab mujh ko Madine leke chalo
Me to hoon bimaar Madine Waale ka

Mujhko hoga naaz ke jab ye logh kahe
Ye manghta he Sarkaar Madine Waale ka

Le ke chalo ab mujh ko Madine leke chalo
Me to hoon bimaar Madine Waale ka

Mere dil ki yehi ekh tamanna he
Ke hojaye didaar Madine Waale ka

Meri Dua he mehfil me moujood he jo
Sab dekhe Darbaar Madine Waale ka

Le ke chalo ab mujh ko Madine leke chalo
Me to hoon bimaar Madine Waale ka

Jannati he woh Jannati he who Jannati
Jis ke dil me Pyaar Madine Waale ka


Related Content

  1. Tala Al Badru Alayna  Naat Lyrics
  2. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  3. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  4. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  5. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  6. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  7. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  8. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics
  9. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  10. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  11. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  12. Tala Al Badru Alyna
  13. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  14. Meeran Waliyon Ke Imam De Do Panjtan Ke Naam (Manqabat)  Naat Lyrics
  15. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  16. Delhi Rajasthan Tumhara Ya Khwaja  Naat Lyrics
  17. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  18. Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)  Naat Lyrics
  19. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  20. Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana

Leave a comment