Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics

Taqdeer Mujhe Lai Sarkar Ke Roze Par

bigari meri ban aai sarkar ke roze par

kabe ki ziyarat se aankho ko kiya roshan

taskin magar pai sarkar ke roze par

taqdir muje lai sarkar ke ………………….

mahbub ke roze ki jis ne bhi ziyarat ki

bakhshish ki sanad pai ke roze par

takdir muje lai sarkar ke …………………….

din raat chamakate hain tayabah ke gali kuche

rahmat ki dhhata chhai sarkar ke roze par

takdir muje laai sarkar ke ………….

Kitna hun main khush kismat maula ki hui rahmat

Barish muje dikhalai sarkar ke roze par

Taqdir muje lai sarkar ke ………………….

Parhate hain darud un par ro ro ke salam un par

Sarkar ke shaidai sarkar ke roze par

Taqdir muje lai sarkar ke ……………

Ae kash madine  main behal ko sab kehade

Hain isne  kaza pai sarkar ke roze par

Taqdir muje lai sarkar ke


Related Content

  1. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee
  2. Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics
  3. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  4. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  5. Ya Nabi Ya Nabi
  6. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  7. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  8. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  9. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  10. Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)  Naat Lyrics
  11. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  12. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  13. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  14. Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
  15. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  16. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  17. Rehmat Baras Rehi Hai
  18. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  19. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  20. Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics

Leave a comment