BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI

Bigri banaa-o Makki Madani, Bigri banaa-o Makki Madani
Dar pe bulaa-o, dar pe bulaa-o, Makki Madani

Deed teri he Eid meri, Jalwah dikha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Hum ho ghunahon me doobe huwe, Jaise he nibha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Mehshar me hoga lab pe yehi, Hum ko bacha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Sadqa Apne Nawaason ka, Dukhre mitha-o Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Rabb ka Dulaara Makki Madani, Aaqa hamara Makki Madani
Makki Madani Makki Madani, Makki Madani Makki Madani

Rabb ka Dulaara Makki Madani, Aaqa hamara Makki Madani
Ekh Ishaara, Ekh Ishaara Makki Madani

Banti he bigri ghar kar de, Ekh Ishaara Makki Madani
Ekh Ishaara, Ekh Ishaara Makki Madani

Aaye madad ko tum is ki Aqaa
Aayi Madad ko tum is ki
Jis ne pukaara Makki Madani
Jis ne pukaara Makki Madani

Bheek pe Teri hota he
Mera ghuzaara Makki Madani
Mera ghuzaara, Mera ghuzaara, Makki Madani

Toote dilo ki dharas he, Naam Tumhara Makki Madani
Ism Muqaddas Noorani, Ankhon ka Taara Makki Madani
Doori Riaz ko Dar se Tere
Kab he ghowaara Makki Madani


Related Content

  1. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  2. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  3. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  4. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  5. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  6. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  7. Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics
  8. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  9. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  10. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  11. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  12. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics
  13. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  14. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  15. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  16. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  17. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  18. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  19. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  20. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

Leave a comment