LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA

Lazzate Ishqe Nabi dil me chupae rakhna
Ye khazaana he luteron se bachaa?e rakhna

Apni ankhon me Madina ko basaa?e rakhna
Sabse Ghumbad se nighaa?on ko laghaa?e rakhna

Jaane Imaa bhi wahi haasil Imaa bhi wahi
Yaade Sarkaar ko seene se laghaa?e rakhna

Aaj jaahil bhi he Aalim ka libaadah awreh
Aise mullah-o se Imaan bachaa?e rakhna

Ghulshane Tayba ke kaante hi bohot he mujhko
Kaghazi phoolo se daaman ko choepa?e rakhna

Rabbe Kaaba ke liye sar ko jhuka na lekin
Jaane Kaaba ki taraf Aas laghaa?e rakhna

Tere Sajdo ko bhi mil jaa?e ghi Me?raaje wafa
Sar jukhana to zara dil bhi jhuka?e rakhna

Warafa?na laka zikrak he unhi ki khaatir
Raaz is raaz ko seene se lagha rakhna


Related Content

  1. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  2. Noor Ki Barsat Ka Alam Nirala Ho Gya (Naat Lyrics)
  3. Hum Ko Sarkar Madine Me Bulaana Hoga  Naat Lyrics
  4. Mustafa Khairul Wara Ho  Naat Lyrics
  5. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  6. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  7. Ya Nabi Ya Rasool
  8. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  9. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  10. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
  11. Ae Shaaf’e Umam Sha’e Zee Jaah Le Khabar
  12. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  13. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  14. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  15. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  16. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  17. Aap aye duniya vich door hoye gham
  18. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  19. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  20. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman

Leave a comment