Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics

MEHBOOB KI MEHFIL KO MEHBOOB

SAJATE HAI NAAT LYRICS

Mehboob Ki Mehfil Ko, Mehboob Sajate Hain
Aate Hain Wohi Jin Ko, Sarkar Bulate Hain

Woh Log Khuda Shahid, Qismat Ke Sikandar Hain
Jo Sarware Alam Ka, Milad Manate HainAqa Ki Sanah Khwani, Dar Asl Ibadat Hai
Hum Naat Ki Surat Mein, Qur’an Sunate Hain

Jin Ka Bhari Duniya Mein, Koi Bhi Nahin Wali
Unko Bhi Mere Aqa, Sine Se Lagate Hain

Jo Sarware Alam Ko, Lajpal Samajhte Hain
Daman Talab Bhar Kar, Mehfil Se Woh Jate Hain

Me-khwaro Chaley Jana, Me-khwanae Sarwar Mein
Woh Jamey Talab Sab Ko; Bhar, Bhar Ke Pilate Hain

Allah Ke Khazanon Ke, Malik Hain Nabi Sarwar


Related Content

  1. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  2. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  3. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  4. Aaqa Ka Milad Aaya
  5. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  6. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  7. Salle Ala Nabiyena. Salle Ala Muhammadin
  8. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  9. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  10. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  11. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  12. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  13. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  14. Dare Khawaja Pe Sawali  Naat Lyrics
  15. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  16. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  17. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  18. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  19. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  20. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics

Leave a comment