Aane Walon Yeh To Batao Lyrics

Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kesa He
Sar Un Kay Qadmon Mayn Rakh Kar Jukh Kar Jiina Kesa He

Gunbaday Khazra Kay Sa-Ay Mayn Beytth Kay Tum To Aa-Ay Ho
Uss Sa-Ay Mayn Rab Kay Aagay Sajda Karna Kesa He

Dil Aankhayn Or Ruuh Tumhari Lagti Heyn Sehraab Mujhay
Dar Pay Un Kay Beytth Kay Zamzam Piina Kesa He

Diiwano Aankhon Say Tumharitna Puuch To Laynay Do
Waqt E Dua Rozay Pay Un Kay Aansu Bahana Kesa He

Waqt E Rukhsat Dil Ko Apnay Chhoarr Wahaan Tum Aa-Ay Ho
Yay Batlaa-O Ishrat Un Kay Dar Say Bichharrna Kesa He


Related Content

  1. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  2. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  3. Tum Par Main Jan
  4. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  5. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  6. Ae Noor-e-mujjassim
  7. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  8. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  9. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  10. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  11. Ahmed-e-Mujtaba Ya Rasool-e-Khuda
  12. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
  13. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  14. Do jag de wich hoye ujaale,
  15. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  16. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  17. Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
  18. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  19. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  20. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics

Leave a comment