Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya  Naat Lyrics

Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya

Goya Ik Sansar Sey Rishta Jor Liya

Sarey Ristey Natey Meyney Taur Diyey

Bas Apni Sarkar Sey Rista Jor Liya

Aaka Key  Gustakh Sey Rishta Taur Liya

Aaka Key Har Yaar Sey Rishta Jor Liya

Bas Apni Sarkar

Meyrey Andar Ki Galiya Ba-Ronak

Taybah Key Bazar Sey Rishta Jor Liya

Bas Apni Sarkar

Izzat Dolat Shoharat Saraka Taaj Bani

Jab Unki  Dastaar Sey Rishta Jor Liya

Bas Apni Sarkar

Unkey Darkey Khwab Basey Hain Aankho Mai

Gumbad Or Minaar Sey Rista Jor Liya

Bas Apni Sarkar

Tufan Ki Khud Maujey Paar Lagaeyngi

Jag Waley Athar Sey Rishta Jor Liya

Bas Apni Sarkar

Kab Main Pyasa Reyh Sakata Hu Mahshar Mey

Kausar Key Mukhtar Sey Rishta Jor Liya

Bas Apni Sarkar

Sozo Ishq ‘Ujagar’ Teyrey Sheyaro Sey

Kya Tuney Mushtar Sey Rishta Jor Liya

Bas Apni Sarkar

Roze Ki Deewar Se Rishta Jor Liya Naat Lyrics


Related Content

  1. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  2. Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz  Naat Lyrics
  3. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  4. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  5. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  6. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  7. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  8. Jab Masjid e Nabawi Ke Minaar Nazar Aye
  9. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  10. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  11. ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS
  12. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  13. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  14. Tum Par Main Jan
  15. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  16. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  17. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  18. Aye Hasnain Ke Nana
  19. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  20. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye

Leave a comment