Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics

Jalwa He Noor He Ke Sarapa Raza Ka He

Tasweere -Sunniyat He Ke Chahera Raza Ka He

Wadi Raza Ki Kohe Himala Raza Ka He

Jis Samt Dekhiye Who ilaqa Raza Ka He

Dastar Arahi He Zamme Par Jo Sar Uthe

Itna Buland Aaj Harayra Raza Ka He

Kis Ki Majal He Jo Nazar Bhi Mila Sake

Darbaare -Mustafa sallallahu alaihe wasallam Meme Thikana Raza Ka He

Alfaz Beh Rahay Hen Daleelon Ki Dhaar Par

Chalta Hua Qalam He Ke Dhara Raza Ka He

Choota He Asman Ko Mmeaar Azm Ka

Yaani Atal Pahad Irada Raza Ka He

Nuktay Ibaratoun Se Ubhartay He Khud Ba Khud

Nakhdo Nazar Pe Aisa Ijara Raza Ka He

Darya Fasahatoun Ke Rawan Shaayri Me He

Yeh Sehl-e-Mumtanay He Ke Lehja Raza Ka He

Jo Likh Diyaa He Usne Sanade Deen Woh Deen Me

Ahle Qalam Ki Abru Nukhta Raza Ka He

Aglon Ne Agla Bhi Likha Bohat Ilme -Deen Par

Par Jo Kuch He Is Sadi Me Wo Tanha Raza Ka He

Is Doure -Pur Fitan Nazar Khush Aqidgee

Sarkar sallallahu alaihe wasallam Ka Karam He Wasila Raza Ka He


Related Content

  1. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  2. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  3. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  4. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  5. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  6. Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
  7. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  8. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  9. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  10. Dil Dard Se Bismil Ki Tarah Lot Raha Ho Naat Lyrics
  11. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  12. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  13. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  14. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  15. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  16. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  17. parho woh matlaye noori sanaye mahre Anwar ka Lyrics
  18. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  19. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  20. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)

Leave a comment