Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics

Bacha Bacha Muskuraya Baarwein Ka Chaand Aaya
Khushiyun Ka Tufaan Laya Baarwein Ka Chaand AayaShaadmani Ke Taranay Goonjtay Hain Deher Mein
Wajd Mein Har Shakhs Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Roshni Hee Roshni Hai Chandni Hee Chandni
Zarra Zarra Jagmagaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Ho Gaye Hain Bund Saaray Zulmaton Ke Baab Aaj
Deher Mein Woh Noor Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Khil Uthein Kaliyan Muhabbat Ki Gulon Par Hai Nikhaar
Baagh-e-Ulfat Lehlahaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Saaz-e-Jaan Per Baj Raha Hai Aik Naghma Baar Baar
Aamina Ka Laal Aaya Baarwein Ka Chaand Aaya

Shukar Karte Hee Raho Rub Ka Ujaagar Subho Shaam
Rub Ka Kaisa Fazal Paaya Baarwein Ka Chaand Aaya


Related Content

  1. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  2. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  3. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  4. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  5. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  6. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  7. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  8. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  9. Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
  10. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  11. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  12. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  13. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  14. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  15. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  16. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  17. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  18. Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
  19. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  20. Arsh Ka Dulha Aaya Hai

Leave a comment