Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics

Kyun kar na mere dil me ho Ulfat Rasool ki

Jannat me le ke jaye gi Chahat Rasool ki

Chalta hoon me be Qafele walo ruko zara

Milne do bus mujhe be Ijazat Rasool ki

Phoche Jo Din-o-Iman Nakerain Qabr me

Us Waqt mere lab pe ho Midhat Rasool ki

Tarpa ke un ke Qadmo me mujh ko Gira de Shok

Jis waqt ho lahad me Ziyarat Rasool ki

Sarkar ne bula ke Madina dikha dia

Ho gi mujhe nasib Safa’at Rasool ki

Ya Rab dikha de Aaj ki Shab Jalwaey Habib

Ik bar to Aata ho Ziyarat Rasool ki

Damen me un ke le lo pannah Aaj munkiro

Mahengi pare ghi warna Adawat Rasool ki

To hai Ghulam Un ka Ubaid-e-Raza tere

Mahshar me ho ghi Sath Himeat Rasool ki

Kyun kar na mere dil me ho Ulfat Rasool ki

Jannat me le ke jaey Ghi Chahat Rasool ki


Related Content

  1. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  2. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  3. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  4. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  5. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  6. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  7. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  8. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
  9. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  10. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  11. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  12. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  13. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  14. Azal Ki Khushboo Ho
  15. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  16. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  17. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  18. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  19. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  20. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane

Leave a comment