Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics

Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Naat Lyrics

Shaano Shaukat Kya Kehna Naat Lyrics

Sultane Jahan Mehboobe Khuda,

Teri Shaano Shaukat  Kiya Kahena

Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera,

Tere Zikr Ki Rafa’aat  Kiya Kahena

Hai Sar Par Taaj Nabuwwatka,

Jora Hai Tan Pe Karamat Ka

Sehra Hai Jabin Par Shafa’aat Ka,

Ummat Pe Hai Rehmat  Kiya Kahena

Sultane Jahan Mehboobe Khuda,

Teri Shaano Shaukat  Kiya Kahena

Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera,

Tere Zikr Ki Rafa’aat  Kiya Kahena

Mairaj Hui Ta Arsh Gaye,

Haqq Tum Se Mila Tum Haqq Se Miley

Sab Razey Fa Awha Dil Pe Khuley,

Yeh Izzato Hashmat  Kiya Kahena

Sultane Jahan Mehboobe Khuda,

Teri Shaano Shaukat  Kiya Kahena

Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera,

Tere Zikr Ki Rafa’aat  Kiya Kahena

Sab Misle Hatheli Peshe Nazar,

Har Ghaib Ayan Hain Sine Par

Yeh Noore Nazar Yeh Chashm-O-Basar,

Yeh Ilmo Hikmat  Kiya Kahena

Sultane Jahan Mehboobe Khuda,

Teri Shaano Shaukat  Kiya Kahena

Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera,

Tere Zikr Ki Rafa’aat  Kiya Kahena

Siddique-O-Umar, Usman-O-Ali

Aur Unke Siva Ashabey Nabi

Qurban Rahey Aqa Pe Sabhi,

Ki Khub Rifaqat  Kiya Kahena

Sultane Jahan Mehboobe Khuda,

Teri Shaano Shaukat  Kiya Kahena

Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera,

Tere Zikr Ki Rafa’aat  Kiya Kahena

Ankhon Se Kiya Dariya Jari

Aur Lab Pe Dua Pyari, Pyari

Ro-Ro Ke Guzari Shab Sari,

Aey Hamiye Ummat  Kiya Kahena

Sultane Jahan Mehboobe Khuda,

Teri Shaano Shaukat  Kiya Kahena

Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera,

Tere Zikr Ki Rafa’aat  Kiya Kahena

Shohrat Hai Jamil Itni Teri,

Yeh Sab Hai Karamat Murshid Ki 

Kehte Hain Tujhe Madda-Hey Nabi,

Sab Ahley Sunnat  Kiya Kahena

Sultane Jahan Mehboobe Khuda,

Teri Shaano Shaukat  Kiya Kahena  

Har Shay Pe Likha Hai Naam Tera,

Tere Zikr Ki Rafa’aat  Kiya Kahena


Related Content

  1. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  2. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  3. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  4. Rahmat Ka Hai Darwaza Khula
  5. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  6. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  7. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  8. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  9. Jhoole Jhoole Pyare Mohammad  Naat Lyrics
  10. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  11. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  12. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  13. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  14. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  15. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  16. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  17. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain
  18. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  19. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  20. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein

Leave a comment