Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics

Na Dolat De Na Shohrat De,
Mujhe Bus Yeh Sah’adat De
Tere Qadmon Mein Mar Jaaoon
Main Ro Ro Kar Madine Mein
Bulalo Phir Mujhe Ae Sahe Mehrobar Madine Main

Madina Isliye Hamko Hain Lagta Jan Se Pyara ..2
Ke Rahte Hain Mere Aaka Mere Rahbar Madine Main ..2
Bulalo Phir Mujhe Ae Sahe Mehrobar Madine Main

Madine Jane Valo Jao, Jao Fi Amanillah ..2
Kabhi To Apna Bhi Lag Jayega Bistar Madine Main

Na Dolat De Na Shohrat De,
Mujhe Bus Yeh Sah’adat De
Tere Qadmon Mein Mar Jaaoon
Main Ro Ro Kar Madine Mein


Related Content

  1. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  2. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  3. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  4. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  5. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din
  6. Karam Karte Hi Rehate Ho  Naat Lyrics
  7. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  8. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  9. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  10. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar
  11. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  12. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  13. Muflis E Zindagi Ab Na Samjhe Koi   Naat Lyrics
  14. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  15. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  16. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  17. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  18. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  19. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  20. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics

Leave a comment