Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics

Chaman Chaman ki dilkashi
Gulo ki hai wo taazaghi
Hai chand jin se shabnami
Wo kehkasha ki roshniHawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi
Hawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi
Hai kitna pyaara naam bhi

Chorus: Nabi, Nabi, Nabi, Nabi, X4
Hawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi
Hawaawon ki wo Ragini
Fazaawon ki wo nagmagi

Ye aamade bahaar
Wo noor ki khataar hai
Fazaa bhi kush gavaar hai
Havaa bhi mushtavaar hai (x2)
Ye aamade bahaar
Havaa se maine jab kahaa
Ye kaun aagayaa bataa
Havaa pukarti chalin
Chorus
Havaa se maine jab kahaa
Ye kaun aagayaa bataa
Havaa pukarti chalin

Zamee baney zamaan baney
Maki baney makkah baney
Chuni baney chuna baney
Wo waj hai kun fakaa baney
Zamee baney zamaan baney
Maki baney makkah baney
Chuni baney chuna baney
Wo waj hai kun fakaa baney
Kahaa hai maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
Kahaa hai maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
To rab ne bhi kahaa yahin

Kahaa maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
Kahaa maine eh khuda
Ye kis ke sadqe mein banaa
To rab ne bhi kahaa yahin

Wo husne laa jawaab hai
Wo ishque be misaal hai
Jo wa charf ka inaam hai
Nabi ka wo wilaad hai (x2)
Badan so laghte hai tipar
Ye tartara ute hajar
Zabaan pai taa magar yahi

Badan so laghte hai tipar
Ye tartara ute hajar
Zabaan pai taa magar yahi

Chale jo qatl ko umar
kahaa kisi ney roke kar
Kahaa chaley aur kidar
Manaj kyun hai arsh par
Chale jo qatl ko umar
kahaa kisi ney roke kar
Kahaa chaley aur kidar
Manaj kyun hai arsh par
Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par
Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par
Wo kehrahi hai har ghari

Zarra behen ki lo khabar
Fidah hai wo Rasul par
Wo kehrahi hai har ghari

Umar chale behen ke ghar
Ye dil me soch soch kar
Urayenge hum un ka sar
Jo hai nabi key deen par
Umar chale behen ke ghar
Ye dil me soch soch kar
Urayenge hum un ka sar
Jo hai nabi key deen par
Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Umar ne bhi kahaan yahi

Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Sunaa hai jab Qur’an ko
Khuda key us bayaan ko
Umar ne bhi kahaan yahi

Wo ishque ka usul hai
Wo sunniyat ka phool hai
Wo ehsaba usul ta
Key aashique rasul ta
Wo ishque ka usul hai
Wo sunniyat ka phool hai
Wo ehsaba usul ta
Key aashique rasul ta
Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza ne bhi kahaa yahin

Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza se meine jab kahaa
Yeh shaan kis ne kee ataa
Raza ne bhi kahaa yahin


Related Content

  1. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  2. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  3. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  4. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  5. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  6. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  7. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  8. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  9. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  10. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  11. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  12. Is Karam Ka Karoon Shukr Kaise Ada   Naat Lyrics
  13. Aaqa Ka Milad Aaya
  14. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  15. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  16. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  17. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  18. Rehbar O Taaj E Shariat Hai Aaaj Bhia  Naat Lyrics
  19. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  20. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS

Leave a comment