Jab Gumbad-E-Khazra Pe Wo Pehli Nazar Gayi

JAB GUMBAD-E-KHAZRA PE WO PEHLI NAZAR GAYI

ANKHOON K RASTEY MERE DIL MEIN UTAR GAYI

SAR KHAM LAB KHAMOOSH THEY ANKHIEN THEE ASHKBAAR

IK SA’AT-E-BEDAR THI JO K GUZAR GAYI

MEIN BARISH-E-KARAM MEIN NAHA SA GAYA UDHAR

WO BARISH-E-KARAM MERE DAMAAN KO BHAR GAYI

DIL BHI HEI SHAAD SHAAD TABIYAT HEI PUR BAHAR

LAGTA HEI AAJ MERI MADINEY KHABAR GAYI

TAIBA SE LOTNA KISI ASHIQ SE POOCHIYEE

AISA HEI JESEY ROOH BADAN SE GUZAR GAYI

AWAZ UBAID TERI BA FAIZAN-E-NAAT HI

SEENEY MEIN ASHIQAAN-E-NABI (SaW) K UTAR GAYI


Related Content

  1. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  2. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib   Naat Lyrics
  3. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  4. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  5. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  6. MEHBOOB DA MELA AE
  7. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  8. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  9. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  10. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  11. Muhammad Mazhar E Kamil Hain Haq Ki Shan E Izzat Ka   Naat Lyrics
  12. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  13. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
  14. Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics
  15. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  16. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  17. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  18. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  19. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  20. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics

Leave a comment