Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)

Jo Madina hum bhi jaate to kuch aur baat hoti
Wohi raah bhool jaate, to kuch aur baat hoti

Ye hawa ke mast jhoke jo iram se aarahe hai
Yehi Taybah hoke aate, to kuch aur baat hoti

Meri aankh jab bhi khulti teri rehmato se Aaka
Tujhe saamne jo paata, to kuch aur baat hoti

Muje zehr dene wale bare kam nazar hai Aaka
Tere naam par pilaate to, kuch aur baat hoti

Mein Madine ko gaya tha ye bara sharap hai lekin
Wohi dam jo toot jata to, kuch aur baat hoti

Ye sitaaron ka tabassum hai nazar nawaaz lekin
Mere Aaka muskuraate, to kuch aur baat hoti

Duniya ke gham mein yeh jo mere aansoo behrahe hai
Tera gham agar rulaata, to kuch aur baat hoti

Ye jo Naat-e Paak Bekal mehfil mein par rahe hai
Yehi Taybah mein sunaate, to kuch aur baat hoti


Related Content

  1. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  2. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  3. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  4. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  5. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  6. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  7. Aadha Idhar Aadha Udhar
  8. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  9. Abr e Karam Gesoo E Muhammad
  10. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  11. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  12. Sab Ke Bas Ki Baat Nahi  Naat Lyrics
  13. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  14. TARON MEIN ROSHNI
  15. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  16. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  17. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  18. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  19. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  20. Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey

Leave a comment