Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)

YA RABB meri soee huwi taqdeer jaga de
Aankh mujhe dee hai to Madinah bhi dikha de

Sunnay ki jo quwwat mujhe bakhshi hai Khudawand
Phir Masjid e Nabawi ki Azaan bhi suna de

Muddat se mai in hataun se karti hoon dua’en
In hataun me ab Jali Sunahri bhi thama de

Hooraun ki na ghilmaa ki na jannat ki talab hai
Madfan mera Sarkar ki basti me bana de

Mooh hashr me mujh ko na chupana paday YA RABB
Mujh ko mere Mehboob ke Daman me chupa de

Ishrat ko bhi ab khusbu e Hassan ata kar
Jo Alfaaz kahein yeh isay tu naat bana de


Related Content

  1. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  2. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  3. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  4. Ham Dar-E-Aaqa Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain   Naat Lyrics
  5. Azal Ki Khushboo Ho
  6. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  7. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  8. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  9. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  10. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  11. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  12. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  13. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  14. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  15. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  16. Qaseeda E Mearaj  Naat Lyrics
  17. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  18. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  19. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  20. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics

Leave a comment