Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics

Bolte hain sangareze aapke ishare se

Dekhe hain shajar chalte aapke ishare se

Arz ki sahaba ne aab khari khari hain

Bir ho gaye mithe aap ke ishare se

Bolte hain sangareze  ………………………..

Aapko khuda ne di arsho frsh ki kunji

Faiz sabko milta hain aap ke ishare se

Bolte hain sangareze  ………………………..

Moajazate shah ki hain dur dur tak shoharat

Chand ho gaya tukle aap ke ishare se

Bolte hain sangareze  ………………………..

Tashnagi mitane ko narm narm hatho se

Jari ho gaye chashme aap ke ishare se

Bolte hain sangareze  ………………………..

Bhai bhai kar dala dushmane lahu jo the

Inkalab dekha hain aap ke ishare se

Bolte hain sangareze  ………………………..

Arl madad kaha jab bhi mene moje tufa main

Mil gaye kinare se aap ke ishare se

Bolte hain sangareze  ………………………..

Aapki jo mansha hain rab ki wo hi mansha hain

Sab nizam chalte hain aap ke ishare se

Bolte hain sangareze  ………………………..

Suae khuld jaaega dekhna ujagar bhi

Aap ki shafaat se aap ke ishare se

Bolte hain sangareze  ………………………..


Related Content

  1. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  2. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  3. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics
  4. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  5. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  6. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  7. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  8. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  9. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  10. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  11. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  12. Kushiyo Ki Bahaare Laaya Ramzan Mubarak Aaya  Naat Lyrics
  13. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  14. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  15. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  16. Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics
  17. MEHBOOB DA MELA AE
  18. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  19. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  20. Aey Mere Mola Mola Mola

Leave a comment