Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics

Dushman-e Ahmad pe shiddat kijiye

Mulhidon ki kiya murwwat kijiye

Zikr unka chheriye har bat mein

Chherna Shetan ki aadat kijiye

Misle Faras zalzale hon  Najd me

Zikr-e Aayaate Wiladat kijiye

Ghaiz me jal jaa yen be Dino ke dil

Ya Rasool Allah ki Kasrat kijiye

Kijiye charcha unhi ka subho sham

Jaane Kaafir par Qayamat kijiye

Shirk thahre jis me tazime Habib

Us bureh mazhab pe lanat kijiye

Zaalimo! Mahboob ka haq tha yahi

Ishq ke badle adawat kijiye

Ghaus-e-Azam aap se faryad he

Zinda phir ye pak Millat kijiye

Mere Aaqa Hazrate Achche Mian

Ho Raza Ac’cha wo Soorat kijiye


Related Content

  1. Salle Ala Nabi Ye Na Sale Ala Mohammadin  Naat Lyrics
  2. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  3. Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics
  4. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  5. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  6. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  7. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  8. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  9. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  10. Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah  Naat Lyrics
  11. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  12. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  13. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  14. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  15. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  16. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  17. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  18. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  19. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  20. Tere Ishq Di Dolat

Leave a comment