Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics

Madine Ka Safar Hai Aur Main Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda

Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba
Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeda

Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna
Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida

Kahan Mey Aur Kahan Us Roza E Aqdas Ka Nazara
Nazar Us Samat Uthte Hey Magar Duzdeda Duzdeda

Ghulaman E Mohammad Dour Sey Pehchany Jaty Hein
Dil E Girweda Girweda Sare Shoreda Shoreda

Madine Jaa Key Hum Samjhy Taqadus Kis Ko Kehty Hein
Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjida Sanjida

Basarat Khoo Gai Lekin Basirat To Salamat Hey
Madina Hum Ney Dekha Hey Magar Nadeda Nadeda

Wohi Iqbal Jis Ko Naaz Tha Kal Khush Mezaji Par
Firaq E Taiba Mey Rehta Hey Aab Ranjida Ranjida

Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda


Related Content

  1. Sunehri Jalion Ko Ab Nazar Aane Ka Muqam Do  Naat Lyrics
  2. Har Waqt Tasaw’wur Mein Madine Ki Gali Ho  Naat Lyrics
  3. YA TAIBA YA TAIBA
  4. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  5. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat Naat Lyrics
  6. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  7. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  8. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  9. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
  10. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  11. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  12. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  13. Tu Shamm-e- Risalat Hai
  14. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  15. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  16. Tajallia Ey Noor Fidam Ghaus E Azam  Naat Lyrics
  17. Hamen Donon Jahan Mein Hai Sahara Gause-Azam Ka Lyrics
  18. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  19. Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
  20. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS

Leave a comment