Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
Yusuf Ko Tera Taalib-E-Deedaar Banaya
Aye Nazm-E-Risaalat Ke Chamakte Hue Maqta
Tune Hi Use Matla-E-Anwaar Banaya
Kunji Tumhe Di Apne Khazano Ki Khuda Ne
Mehboob Kiya Maalik-O-Mukhtaar Banaya
Har Baat Bad-Amaliyon Se Maine Bigadi
Par Tumne Meri Bigdi Ko Har Baar Banaya
Aalam Ke Salateen Bhikhari Hain Bhikhari
Sarkaar Banaya Tumhe Sarkaar Banaya
Ye Lazzate Pabos Ke Patthar Ne Jigar Me
Naqsh-E-Kadam-E-Sayyad-E-Abraar Banaya
Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
Related Content
- Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
- Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
- Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Naat Lyrics
- AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
- Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa Naat Lyrics
- Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
- Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
- BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
- AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
- Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
- Mim Madina Marehara Ki Kismat Naat Lyrics
- ALLAH Ho Rabo Muhammadin
- Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali Naat Lyrics
- Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye Naat Lyrics
- Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
- Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
- Arsh Ka Dulha Aaya Hai
- CHAL QALAM AB HAMD E RABB
- Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
- Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai