Ab Kahan Jaon Tarap Ke Lyrics

ab kahan jaon tarap ke
dil ki yeh khwahish nikaal
ae madine ki zameen
meri bhi gunjaish nikaal

ae rahe ishq e Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)
kar ke fanah tak rahbari
mujh se aasi ki bhi koi
soorat e bakhshish nikaal

aye fiza taiba ki mere
gird halqa khench kar
mu’dat e umr e rawan se
arsa e gardish nikaal

bargah e Mustafa mein
dil se yeh aai sada
aaj ki taareekh se
taareekh e paidaish nikaal

pesh kar de na qamar
sarmaya e naat e nabi
hashr mein jab hukm ho ga
nama e pursish nikaal


Related Content

  1. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  2. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  3. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  4. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  5. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  6. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  7. Zaban Pey Sirf Hai Dawa e Misal Koi Nahi
  8. Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics
  9. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  10. Habib E Khuda Ka Nazaara Karoon Main (Naat Lyrics)
  11. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  12. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  13. Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)
  14. Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do  Naat Lyrics
  15. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  16. Apni Lagan Laga De
  17. Meray Rub Kahan Par Naheeh Hai Tu
  18. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  19. Ya Nabi Ya Nabi
  20. Kaabay Peh Pari Jab Pehli Nazar

Leave a comment