Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics

Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai 
Wo Jannat Nahi Hai To Phir Aur Kya Hai
Kahaan Mai Kahaan Yeh Madine Ke Galiyaan
Yeh Qisamt Nahi Hai To Phir Aur Kya Hai

Muhammed Ki Azmath Ko Kya Poochte Ho
Ke Wo Sahibe Qaba Qausain Tehre
Bashar Ki Sare Arsh Mehmaan Nawazi
Yeh Azmath Nahi Hai To Phir Aur Kya Hai

Jo Aasi Ko Kamli Me Apne Chupa Le
Jo Dushman Ko Bhi Zakhm Khakar Dua De
Use Aur Kya Naam Dega Zamana
Wo Rehmat Nahi Hai To Phir Aur Kya Hai

Qayamat Ka Ek Din Muaiyan Hai Lekin
Hamare Liye Har Nafas Hai Qayamat
Madine Se Hum Jaan Nisaraun Ki Doori
Qayamat Nahi Hai To Phir Aur Kya Hai

Tum Iqbal Yeh Naat Kehto Rahe Ho
Magar Yeh Bhi Soncha Ke Kya Kar Rahe Ho
Kahaan Tum Kahaan Madhe Mamduhe Yazdaan
Ye Jur\’Rat Nahi Hai To Phir Aur Kya Hai


Related Content

  1. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  2. LAZZATE ISHQE NABI DIL ME CHUPAE RAKNA
  3. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  4. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  5. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  6. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  7. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  8. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  9. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  10. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  11. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh  Naat Lyrics
  12. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  13. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  14. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  15. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  16. Ham Faqeeron Ko Madeene
  17. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  18. Huzoor Jante Hain   Naat Lyrics
  19. Abr e Karam Gesoo E Muhammad
  20. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics

Leave a comment