MADINE KA SAFAR HAI AUR MAIN NAMDEDA NAMDEDA NAAT LYRICS

Madine Ka Safar Hai Aur Main Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda

Chala Hoon Eik Mujrim Ki Tarha Mey Janib E Taiba
Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeda Larzeda

Kise Key Hath Ney Mujh Ko Sahara Dey Diya Warna
Kahan Mey Aur Kahan Ye Rasty Pechida Pechida

Kahan Mey Aur Kahan Us Roza E Aqdas Ka Nazara
Nazar Us Samat Uthte Hey Magar Duzdeda Duzdeda

Ghulaman E Mohammad Dour Sey Pehchany Jaty Hein
Dil E Girweda Girweda Sare Shoreda Shoreda

Madine Jaa Key Hum Samjhy Taqadus Kis Ko Kehty Hein
Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjida Sanjida

Basarat Khoo Gai Lekin Basirat To Salamat Hey
Madina Hum Ney Dekha Hey Magar Nadeda Nadeda

Wohi Iqbal Jis Ko Naaz Tha Kal Khush Mezaji Par
Firaq E Taiba Mey Rehta Hey Aab Ranjida Ranjida

Madine Ka Safar Hey Aur Mey Namdeda Namdeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeda Laghzeda


Related Content

  1. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  2. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  3. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  4. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  5. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  6. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  7. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  8. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  9. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  10. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  11. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  12. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  13. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics
  14. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  15. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  16. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  17. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  18. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  19. Arsh Ki Aql Dang Hai Charkh Pe Asmaan Hai  Naat Lyrics
  20. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics

Leave a comment