Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics

Kharab Hal Kya Dil Ko Pur Malal Kya
Tumhare Kuche Sey Rukhsat Kya Nihal Kya

Na Rue Gul Abhi Dekh N Bue Gul Shudhi
Kaja Ne Laake Kafas Sey Shikasta Baall Kya

Wo Dil Ki Khun Shuda Armaan The Jis Me Mal Dala
Fugan Ki Gore Sahida Ko Paemal Kya

Ye Rae Kya Thi Waha Sey Palatne Ki E Nafs
Shitamagar Ulati Chhuri Sey Hamne Halal Kya

Ye Kab Ki Muz Sey Adawat Thi Tuze Ko E Jalim
Chhudake Sange Dare Paak Sar Wabal Kya

Chaman Sey Fenk Diya Aashiyaney Bulbul
Ujada Khaney Be Kash Bada Kamal Kya

Tera Shitam Jada Aankhon Ne Kya Bigada Tha
Ye Kya Samay Ki Dur In Sey Wo Jamal Kya

Hujur Un Ke Khayale Watan Mitana Tha
Ham Aap Mit Gay Achchha Farag Baal Kya
Na Ghar Ka Rakha Na Is Dar Ka Hay Na Kami
Ha Be Basi Par Bhi Kuchh Khayal Kya

Jo Dil Ne Mar Ke Jalaya Tha Mannato Ka Chirag
Shitam Ki Arj Rahe Sar Sar Jawal Kya

Madina Chhud Ke Wirana Hind Ka Bhaya
Ye KaiSey Hae Hawaso Ne Ikhtelal Kya

Tu Jis Ke Waste Chhud Aaya Tayba Sha Mahbub
Bata To Is Shitam Aara Ne Kya Nihal Kya

Abhi Abhi To Chaman Me The Chahchahe Nagah
Ye Dard Kesa Utha Jis Ne Ji Nidhal Kya

Ilaahi Sun Le Raza Jite Ji Ki Muala Ne
Sagane Kucha Me Chehara Mera Bahal Kya


Related Content

  1. Aa Gaye Sarkar Naat Lyrics
  2. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  3. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  4. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  5. Konain De Wali Da Darbar Bara Sohna  Naat Lyrics
  6. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  7. Mere Aaqa Ki Hai Shaan Sabse Alag Naat Lyrics
  8. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  9. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
  10. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  11. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  12. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  13. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  14. Tadap Raha Hu Madine Ki Haazri Ke Liye  Naat Lyrics
  15. Noori Mahfil Lyrics
  16. karam phir rasule khuda kijiyega naat lyrics
  17. Rehmat Baras Rehi Hai
  18. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  19. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  20. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The

Leave a comment