Ae Ishq e Nabi Meray Dil Mein Bhi Sama Jana

ae ishq e nabi meray dil mein bhi sama jana

Ae Ishq-E-Nabi Dil Main Bhi Sama Jana

Ae Ishq-E-Nabi Dil Main Bhi Sama Jana

Ae Ishq-E-Nabi Mery Dil Mey Bhi Sama Jana
Mujh Ko Bhe Mohammad Ka Deewana Bana Jana

Jo Rang Key ?? Par Rome Pey Charhaya Tha
Us Rang Ki Kuch Rangat Mujh Pay Bhi Charha Jana

Mujh Ko Bhe Mohammad Ka Deewana Bana Jana

Qudrat Ki Nigahein Bhe Jis Chehry Ko Taktee Thein
Us Chehra E Anwar Ka Deedar Kara Jana

Mujh Ko Bhe Mohammad Ka Deewana Bana Jana

Jis Khwab Mey Ho Jay Deedar E Nabi Hasil
Aey Ishq Kabhi Mujh Ko Neend Easi Sula Jana

Mujh Ko Bhe Mohammad Ka Deewana bana Jana

Deedar E Mohammad Ki Hasrat To Rahey Baki
Juz Is Key Har Eik Hasrat Is Dil Sey Mita Jana

Dunia Sey Niaz Ho Jab Un Ko Baki Taraf Jana
Dagh e Ghame Ahamad Sey Seny Ko Saja Jana

Mujh Ko Bhe Mohammad Ka Deewana Bana Jana
Aey Ishq E Nabi Mery Dil Mey Bhi Sama Jana


Related Content

  1. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  2. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  3. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  4. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  5. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  6. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  7. Mujh Pe Maula Ka Karam Hai  Naat Lyrics
  8. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
  9. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  10. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  11. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  12. Tala Al Badru Alyna
  13. Meri Ulfat Madine Se Lyrics
  14. Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)
  15. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  16. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  17. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  18. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  19. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  20. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar

Leave a comment