Woh Rasool, Mera Rasool Hai

Jo Gale Lagaaey, Adu Ko Bhi, Woh Rasool Mera Rasool Hai

Koi Khaali Haath Gaya Nahi(N), Yeh Mere Saaqi Ka Asool Hai

Tu Jo Chaahe Raazi Ho Mustafa, Tu Jo Chaahe Tujh Ko Mile Khuda

Kisi Tute Dil Ko Talaash Kar, Ke Woh Dil Khuda Ko Qabool Hai

Isey Jhuk Ke Chooma Hai Arsh Ne, Hai Lagi Nabi Ke Yeh Paao(N) Se

Isey Daal Aankho(N) Mei(N) Shauq Se, Yeh Dare Rasool Ki Dhool Hai

Woh Nabi Jo Mera Bhala Kare, Meri Bakhshiso(N) Ki Dua Kare

Mujhe Bhool Jaaey Woh Hashr Mei(N), Mere Dushmano(N) Ki Yeh Bhool Hai

Yeh Niyazi Jaaei(N) Kahaa(N), Shaha Ke Naam Leva Yeh Aap Ka

Yehi Kehna Jaake, Tu Aey Saba, Ke Woh Ghamzadaah Hai, Malool Hai


Related Content

  1. Allah Allah Allahu,Allah Allah Allahu
  2. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  3. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  4. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  5. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  6. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  7. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  8. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  9. Meri Jholi Main Rehte Hain Sada Tukre Muhammad Ke  Naat Lyrics
  10. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  11. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee
  12. Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam  Naat Lyrics
  13. MEHBOOB DA MELA AE
  14. Saare Jag Nalo Lagdiyan Changiyan Madine Diyan Paak Galiyan
  15. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics
  16. Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par  Naat Lyrics
  17. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  18. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  19. Jalwa Hai Noor Hai Ke Sarapa Raza Ka Hai  Naat Lyrics
  20. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai

Leave a comment