Madine Ke Waali Do Alam Ke Data Naat Lyrics

Madine Ke Wali Do Aalam Ke Data Naat Lyrics

Madine Ke Wali Do Aalam Ke Data

Meri Bhi Soue Taibah Lagai He

Me Mohtaj Hun ik Nigahe Karam Ka

Tumhare Karam Se Meri Zindagi He

He Wadi e Aiwan Pe Khalique Ki Rehmat

Musallam He Baitul Muqaddas Ki Azmat

Magar Qalb e Muztar Ko He Jiski Hajat

Woh Sultan e Taibah Tumhari Gali He

Tumhare Hi tukro Pe Mera Guzara

Tumhare Darbar Ka Hoo May Mangta

Jo Tumse Na Mangoo To Fir Kis Se Mangoo

Tumhara To Sara Gharana Saqi He

Yahan Rah Ke Jina He Marne Se Badtar

Wahan Jake Marne Jine Se Behtar

Mayassar Jo Ho Unke Qadmo Me Rahkar

Wohi Zindagi Asla Me Zindagi He

Mere Aaqa Aovo Ke Muddat Hui He

Teri Rah Me Akhiyan Bachate Bachate

Badi Hasrato Se Badi Chahato Se

Bahut Din Huve Ghar Sajate Sajate

Mera He Yeh Iman Yeh Mera Yaqin He

Mere Mustafa (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) Sa Na Koi Hasin Hein

Rukh Unka Dekha He Jab Se Qamar Ne

Nikalta He Mooh Ko Chupate Chupate


Related Content

  1. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  2. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  3. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  4. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  5. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  6. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  7. Un Ki Nazar Mein
  8. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  9. Balaghal Ula Bi Kamalihi
  10. Mainto Panjatan Ka Gulam Hu  Naat Lyrics
  11. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  12. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  13. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  14. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  15. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  16. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  17. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  18. Mere Aaqa Aao Ke Muddat Hoi Hai
  19. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  20. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar

Leave a comment