Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)

Zameen o Zamaan tumharey liye
makeen o makaan tumharey liye
Zameen o Zamaan tumharey liye
Makeen o makaan tumharey liye
Chunnin o chunna tumharey liye
Banney do jahan tumharey liye
Dahan mein zaban tumharey liye
Badan mein hai jaan tumharey liye
Dahan mein zaban tumharey liye
Badan mein hai jaan tumharey liye
Hum aaye yahan tumharey liye
Uthein bhi wahan tumharey liye
Hum aaye yahan tumharey liye
Uthein bhi wahan tumharey liye
Na rooh-e-amin na arsh-e-barin
Na loh-e-mubin koyee bhii kahin
Kabr he nahii jo ramz khulay
Azl ki neha tumharay leye
Yeh shams o qamar yeh sham o sher
Yeh balgh o shajr yeh bagh o samar
Yeh tegh o sapir yeh taj o qamar
Yeh hukm e rawan tumharay leye
Isharey sey chand cheer diya
Chuppey huwey khur ko phair diya
Isharey sey chand cheer diya
Chuppey huwey khur ko phair diya
Gaye huwe din ko asar kiya
Ye tabh o tawaan tumharey liye
Gaye huwe din ko asar kiya
ye tabh o tawaan tumharey liye
Saba wo challey ke bhaag phalley
Wo phool khilley ke din ho bhalley
Saba wo challey ke bhaag phalley
Wo phool khilley ke din ho bhalley
Lewa ke talley sanna mein khulley
Raza ki zuban tumharey liye
Lewa ke talley sanna mein khulley
Raza ki zuban tumharey liye
Zameen o zamaa tumharey liye
Zakeen o makaan tumharey liye
Chunni o chunna tumharey liye
Banney do jahan tumharey liye


Related Content

  1. MERI BAAT BAN GAYI HAI
  2. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  3. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  4. Ham Faqeeron Ko Madeene
  5. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  6. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  7. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  8. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  9. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  10. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  11. Noor ke motiyon ki larri ban gai
  12. May So Jaoo Ya Mustafa Kehtey Kehtey (Naat Lyrics)
  13. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  14. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  15. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  16. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  17. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI
  18. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  19. Pesh E Haq Muzhda Shafa-at Ka Sunate Jaenge Lyrics
  20. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se

Leave a comment