Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota (Naat Lyrics)

Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota

Zameen Maili Nahi Hoti Zaman Maila Nahi Hota

Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Mohammad Kamli Wale se Woh Jazba Hai Suno Logo

Yeh Jis Mann Main Sama jaaye Woh Mann Maila Nahi Hota

Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Gulon ko Choom Laite Hain Seharnam Shabnami Qatre

Nabi ki Naat Sun Le tu Chaman Maila Nahi Hota

Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Jo Naam-e-Mustafa Choome Nahi Dukhti Kabhi Ankhen

Pehen Le Pyaar jo Unka Badan Maila Nahi Hota

Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Nabi Ka Daman-e-Rehmat Pakar Lo Aey Jahan Walo

Rahe Jab Tak yeh Hathon Main Chalan Maila Nahi Hota

Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota

Main Nazan tu Nahi Nasir Magar Apna yeh Dawa hai

Sana-e-Mustafa karne se Fan Maila Nahi Hota

Muhammad Ke Gulamon Ka Kafan Maila Nahi Hota


Related Content

  1. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  2. Aaqa Ke Ghulamon Ko Ab Eid Manane Do   Naat Lyrics
  3. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  4. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  5. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  6. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  7. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  8. Mujh Pe Maula Ka Karam Hai  Naat Lyrics
  9. TERE HOTE JANAM LIYA HOTA
  10. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  11. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  12. Ae Noor-e-mujjassim
  13. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  14. Muh Se Ek Baar Laga Laytey Jo Maula Pani   Naat Lyrics
  15. ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS
  16. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  17. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  18. Mustafa E Zaat E Yakta Aap Hain  Naat Lyrics
  19. Ali Haidar ka gharana
  20. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics

Leave a comment