Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics

Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi. Khud unhi ko pukarengey hum door say
Raaste mein agar paon thak jayengay Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey. Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.
Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey.

Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,
Bandagi ka kareena badal jaye ga.

Sar jhukane ki fursat milay gi kisey.
Khud hi palkon say sajdey tapak jayengey.

Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,
Zikr unka jahan bhi kiya jayega.

Noor hi noor seeno mein bhar jayega,
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.

Aie Madinay kay zahir KHuda ke liye,
Dastaan e safar mujko yoon mat suna.

Baat bhar jayegi dil tarap jayega,
Meray mohtat ansoo chalak jayegay.

Unki chashme karam ko hai iski khabar,
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar.

Humko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaqa kay darbar tak jayegeney


Related Content

  1. Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
  2. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  3. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  4. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  5. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  6. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  7. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  8. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  9. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  10. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  11. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics
  12. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  13. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  14. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  15. Aaqa Ka Milad Aaya
  16. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  17. aaka ko pukar bande aaka pukar
  18. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics
  19. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  20. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam

Leave a comment