Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics

Sunte ho bekaso ki fariyad gause aazam

Mazalum tumse paate hain dad gause aazam

Jalwo se apne karke aabad gause aazam

Khadim ka dil banado bagdad gause aazam

Sunte ho be kason ki………………………………………..

Mere watan se mujko bagdad main bulakar

Bande alam se kardo aazad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Apne gulam ka dhar rosan karo kadam se

Chamaka tumhare damse bagdad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Kehdo zaban se jo kuchh mangega wo milega

Kardo gada ka apne dilshad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Bahare alam main mere bere pe hai tabahi

Duba muje bachalo fariyad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

Lillah ab khabar lo kadmo se dur rah kar

‘Kasim’ ki zindagi hain barbad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….


Related Content

  1. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  2. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  3. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  4. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  5. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  6. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  7. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  8. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics
  9. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  10. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  11. Azal Ki Khushboo Ho
  12. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  13. Karahe Hain Teri Sana Khani
  14. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  15. BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
  16. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  17. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  18. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  19. Aey Mere Mola Mola Mola
  20. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics

Leave a comment