Madani Madine Waale (Naat Lyrics)

Mujhe Dar pe phir bulaana Madani Madine Waale
Mahe Ishq bhi pilaana Madani Madine Waale

Teri jab ke Deed hogee jabhee meri Eid hogee
Meri kwaab me tum aana Madani Madine Waale

Mujhe sub sataa rahe he mera dil dukhaa rahe he
Tum hi hoslaa barhaana Madani Madine Waale

Kabhi joki moti roti to kabhi kujooro paani
Tera aysa saadah khaana Madani Madine Waale

He chataa?i ka bichoona kabhi khaak hi pe sona
Kabhi haat ka sarhaana Madani Madine Waale

Teri Saadghi pelaakhon teri aa?jazi pelaakhon
Ho Salaam aajizaana Madani Madine Waale

Meri aadatein ho behtar bane Sunnato kapekar
Mujhe muttaqi banana Madani Madine Waale

Shaha aya jazba paa?on ke me koob seek jaa?on
Teri Sunnate sikhaana Madani Madine Waale
Madani Madine Waale

Mere Ghous ka Waseela rahe shaad sab Qabeela
Unhi khuld me basaana Madani Madine Waale
Madani Madine Waale

Meri aane waali nasle tere Ishq hi me matchle
Unhi nek Tum banana Madani Madine Waale
Madani Madine Waale

Mile sunnato ka jazba meri bhaa?i chore Maula
Sabi daariya mundaana Madani Madani Waale
Madani madine Waale

Meri jis qadar me behne kabi burqa pehne
Ho karam Shah?e Zamaana
Madani Madine Waale Madani Madine Waale

Teri gum me kaash Attaar rahe har ghari ghiriftaar
Game maal se bachaana Madani Madine Waale
Madani Madine Waale


Related Content

  1. Chalo Diyaar-E-Nabi Ki Jaanib
  2. Muhammad Nabina   Naat Lyrics
  3. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  4. Aye Hasnain Ke Nana
  5. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  6. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  7. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  8. KHWAJA E HIND WO DARBAAR HAI AALA TERA NAAT LYRICS
  9. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  10. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  11. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  12. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  13. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  14. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  15. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  16. Sar Ta Ba-qadam Hai Tan E Sultane Zaman Phool  Naat Lyrics
  17. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  18. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  19. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  20. An Nabi Sallo Alaih  Naat Lyrics

Leave a comment