Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics

Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara
Khaki To Wo Aadam Jade Aala Hain HamaraAllah Hame Khak Kare Apni Talab Me
Ye Khak To Sarkar Se Tamaga Hain HamaraJis Khak Pe Rakhate The Kadam Sayyede Aalam
Us Khak Pe Kurba Dile Shaida Hain HamaraKham Ho Gai Pushte Falak Is Taane Jamin Se
Sun Ham Pe Madina Hain Wo Rutba  Hain Hamara

Us Ne Lakabe Khak Shahenshah Se Paya
Jo Haidere  Karar Ki Maula Hain Hamara

E Mudaiyo Khak Ko Tum Khak Na Samjo
Is Khak Me Madfun  Shahe Batha Hain Hamara

Hain Khak Se Taamir Majare Shahe Koanain
Maamur Isi Khak Se Kibala Hain Hamara

Hum  Khak Uda Lenge Jo Vo Khak Na Pai
Abad Raza Jis Pe Madina Hain Hamara


Related Content

  1. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  2. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics
  3. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  4. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  5. Jahan Roza E Pak Khreulwara Hai
  6. Aa Jaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  7. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  8. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  9. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  10. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  11. Jashn Aamade Rasool
  12. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  13. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  14. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  15. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  16. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  17. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  18. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  19. BATIL KE JAB JAB BADLE HAI TEVAR NAAT LYRICS
  20. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi

Leave a comment